Contact

Android Mobile Ki Screen Record Karne Ke Top 7 Free Apps

Android Mobile Ki Screen Record Karne Ke Top 7 Free Apps

Aaj ke is badlte yug me smartphone sabse jyada popular or humari per day ki jarurat ban gaya hai. isse hum wo sab kam kar sakte hai jo aaj se 2 sal pahle apne Pc se karte the.

Android Mobile Ki Screen Record Karne Ke Top 7 Apps

mai aapko yaha jin android application ke bare me bta raha hu. unse aap android mobile ki screen recording karne ke sath sath or bhi bahut se kam kar sakte ho. ye sabhi apps free hai or inko istemal karne ke liye aapko koi charge nahi dena padega. aap in sabhi apps ko free me download kar sakte ho. or apne phone ki screen record kar sakte ho.

1.  SCR Screen Recorder

 SCR Screen Recorder

SCR Screen Recorder ek simple android mobile screen recorder hai. isse aap apne smartphone ki screen ko 3 minute tak record  kar sakte hai. my means aap SCR Screen Recorder se aap 3 minutes ka video bana sakte hai.
But is apps ko use karne ke liye aapka phone root kiya hua hona chahiye. bina root kiye gaye phone me ise use nahi kar sakte. sath hi aapka android phone kitkit 4.4 se adhik version support hona chahiye.

2. AZ Screen Recorder

AZ Screen Recorder
AZ Screen Recorder ek bahut hi acha android screen recorder hai. ise specialy lolipop ke liye banya gay hai. isme screen recording ke bahut se top features hai. jinse aap ye set kar sakte ho ki kya record karna hai or kya nahi. bas aapke android mobile ka camera achi quality ka hona chahiye. ye apps better video maker sabit hoga.
Is apps ko use karne ke liye phone root hona jaruri nahi hai. aap bina root kiye gaye android mobile me bhi is apps ko use kar sakte ho.

3. Telecine

Telecine Screen Recorder

Telecine apps mbile screen record karne wale popular application me se ek hai. my means ye 5 star rating wale apps me se ek hai. android mobile ki screen record karne ke liye ye apps no.1 hai. tabhi iski itni high rating hai. ye apps free hai iska koi charge nahi hai. aap google play store se ise download kar sakte ho.
Telecine Screen Recorder apps ko use karne ke liye aapka android mobile root kiya hona jaruri nhai hai.

4. Unlimited Screen Recorder

Unlimited Screen Recorder
Unlimited Screen Recorder bhi top most android mobile screen recorder apps me se ek hai. isme aap unlimited video record kar sakte ho.  screen recording ke alawa aap is apps se or bhi work kaam kar sakte ho. sath hi isme aap video ke sath audio bhi record kar sakte ho. iske isme better features option hai.
Unlimited Screen Recorder apps ko use karne ke liye aapka android mobile root kiya hona jaruri nahi hai

5. Mobizen Screen Recorder

Mobizen Screen Recorder
Mobizen Screen Recorder apps se aap mobile ki screen record karne ke sath sath apne mobile ki files ko computer me bhi send kar sakte ho. my means transfer kar sakte ho. or is apps ko computer se connect kar direct mobile screen record kar sakte ho. is apps ko games recording karne ke liye banaya gaya hai but aap isee other features bhi record kar sakte ho. is apps ko mobile me install karke jaise hi aap computer se connect karoge or mobile par game kheloge to computer me uski recording hoti rahegi.
Mobizen Screen Recorder apps ko use karne ke liye aapka mobile root kiya hona jaruri nhai hai. is apps ko use karne ke liye aapka android mobile kam se se kam 4.2 android version support karna chahiye.

6. Rec Screen Recorder

Rec Screen Recorder
Rec Screen Recorder apps se aap video ke sath android mobile ki audio bhi record kar sakte ho. is apps ko install karne ke bad screen par record ka ek button show hoga. aapko jab bhi mobile ki screen recotd karni ho to is button par click kar screen record kar sakte hai. video bana sakte hai. isme 1 to 10 numberic ke bad recording start hoti hai. in 10 second me aap apne mobile ko set kar sakte haai.
Rec Screen Recorder apps ko use karne ke liye aapka android mobile root kiya hona jaruri nhai hai. is apps ko use karne ke liye aapka android mobile kam se se kam 4.2 android version support karna chahiye.

7. Shou Screen Recorder

Shou Screen Recorder
Shou Screen Recorder android phone ki screen record karne ka ek bahut hi better apps hai. isse aap screen recording ke sath or bhi bahut se kam akr sate ho. video banane ke sath isse aap android mobile ki screen ka screenshot bhi le sakte hai. ye ek tarah se google community ke jaisa hai. jis par aap online chatitng bhi kar sakte ho.
Shou Screen Recorder apps ko use karne ke liye aapka android mobile root kiya hona jaruri nhai hai. is apps ko use karne ke liye aapka android mobile kam se se kam 4.2 android version support karna chahiye.
Agar ab bhi aapko apne sawal ka jawab nahi mila hai to don’t worry comment box kab kaam aayega. to dil khol kar commnet kijiye bas commnet me sahi word use kare. iske liye comment ko post karne se pahle commnet words ki meanings check kar le. jisse jab bhi hum new post share karenge to aapko uska notification message mil jayega.

टिप्पणियाँ

एक टिप्पणी भेजें

All Net Tip

लोकप्रिय पोस्ट