Google Adsense Se 1 Click Par $10 To $50 Kaise Kamaye – Secret Tips
Google Adsense Se 1 Click Par $10 To $50 Kaise Kamaye – Secret Tips
Google adsense se sirf ek click se $10 to $50 kaise earn kare ye bat sun kar aapko ajeeb laga hoga. But ye impossible nahi hai. Aap bhi aysa kar sakte ho. Bas aapko iske liye kuch important information honi chahiye. So aayiye iske bare me bat karte hai ki aapko iske liye kya karna hoga.
“Aap adsense se itni earning kaise kar lete ho kya aap iski wajah bta sakte ho” Ye sawal mujhse ek friend ne pucha tha. Mai iska simple jawab dena chahunga ki post me high CPC keywords use karoge to aapki adsense se achi earning ho sakti hai. Or sabse badi bat aapko adsense ke bare me complete information honi chahiye.
Duniya me 2 tarah ke log hote hai ek wo jo Hard Word karte hai or dusre wo jo Hard Work ke sath Smart Workbhi karte hai. Inme se hard work ke sath smart work karne wala humesha aage rahta hai.
Actually, Sirf kateen parisharm karne se aapko saflta n ahi milti hai. Success wohi log hote hai jo kisi bhi kaam ko apne tarike se karte hai or dusro se best work karte hai.
Ek blogger ya website owner chahata hai ki uski site ranking better position me ho. Iske liye wo rat din ek karke hard work karta hai. Iske liye wo apni site par original content share karta hai or sabse alag article likh kar visitors ko impress karne ki koshish karta hai. Yaha uska talent uske kaam aata hai ki log use kitna pasand karte hai.
Itni mehanat karne wala ka pura haq banta hai ki use uski mehanat ka sahi munafa ho. Yani use apne kaam ke pure paise mile. Ayse me agar wo blogger adsense user ho to uske liye sabse badi problem adsense ki Low CPC hoti hai.
Jiski wajah se kuch blogger ko bliggng tak chodni pad jati hai. Aysa jyadatar hindi bloggers ke sath hota hai. Yakinn jab mujhe ayse blogger ke bare me pata chalta hai to bahut dukh hota hai. Isiliye aaj mai ye article likh raha hu un sabhi adsense users ke liye jo adsense ki Low CPC se pareshan hai
India me google adsense per click $0.5 to $0.20 tak pay karta hai. Ye bat aapko internet par ek do nahi lakho websites or blog par mil jayegi. Par world me aysi koi problem nahi hai jiska solution nahi hai. I mean iska bhi solution hai. Mai aapko garatee deta hu ki aap india me rahte huye google adsense se one click se $10 to $50 earn kar sakte ho. Bas iske liye aapko kuch jaruri bato ka khyal rakhna hoga. Ab ye aap par depend karta hai ki aap isme kitne paresent success hote ho.
Chaliye, Ab mai apne topic par aata hu ki aakhir kis tarah se hum only ek click se $10, $20, $30 or $50 earn kar sakte hai.
Google Adsense Se Per Click $10 To $50 Kaise Kamaye – Earn Money From Google Adsense
Sidhi si bat kahunga har blogger janta hai ki blog ke liye organic traffic yani search engine se milne wala traffic kitna jaruri hota hai. Or shayad ye bhi jante honge ki search engine se traffic pane ke liye SEO yani search engine optimization ki jarurat padti hai.
Google adsense se per click $10 se $50 kamane ke liye aapko main cheezo ko focus karna hoga.
Bas aapko in teeno me expert hona jaruri hai. Agar aapko in sabke bare me achi jankari hai or aap inhe ache se handle kar sakte ho to aap adsense se 1 click se $50 to kya %70 bhi kama sakte ho.
1. Long Tail Keywords:
Long tail keywords adsense se achhi earning karne me sabse important metter hai. mai ye confirm kar chuka hu ki agar aapke articles me keywords sahi tarah se use kiye gaye honge to aapki post search me high ranking me hogi or adsense aapko usse related advertising se jyada benefet dega. Adsense CPC long tail keywords jyda better hoti hai.
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें
All Net Tip